Waqt lage to lagne do

Waqt lage to lagne do,
Lekin aye khuda ye Kam hone do.

Manzil kab milegi uska pata nahi,
Lekin ye justuju bar ka rar rakh ne do.

Raho me kitne bhi muskil aane do,
Leken apne aap se bharosa mat uth ne do.

by:- Saurabh R Kacholiya.
Pic credit:-Aseem madar.

https://www.facebook.com/aseemography/

वक़्त की मोहब्बत

अपने महबूब को छोड़ के आप खुदा के तरफ चल दिए,

लेकिन ये तो भूल गये आप का खुदा तो महबूब ही था.

किसी और के छोड़ के चले जाने का किसको परवा,
असलीक़यामत तो किसी अपने का छोड़ के जाना,
और वो तनहाइयों का वक़्त गुज़रना.

इसलिए मोहब्बत होना तो ऐसी होना,
वक़्त गुज़रे लेकिन वक़्त गुज़रने का एहसास ना हो.

साथ छूटना तो ऐसा छूटना,
तन्हाई को भी नहीं समझना.

by:- Saurabh Ramesh Kacholiya.
pic by:- Kalyani Patil.
special thanks for devanagari script :- jitendra sir.
jitendra sir blog:- https://taureansite.wordpress.com/

Waqt ki mohabbat

Apne mēhboob ko chhod ke aap khuda ke taraf chaldeya,
Lekin ye to bhul gaye aap ka khuda to mēhboob hi tha.

Kise aur ke chhod ke chale jane ka kisko parva,
Asle qayamat to kise apne ka chhod ke jana,
Aur vo tanhaie ka waqt gujarna.

Isleya mohabbat hona to aisi hona,
Waqt gujre lekin waqt guzar ne ka ehsaas na ho.
Sath chutna to aisi chutna,
Tanhai ko bhi nahi samjna.

By:- Saurabh Ramesh kacholiya
Pic credit :- Kalyani Patil.

Create a free website or blog at WordPress.com.

Up ↑